Ticker

6/recent/ticker-posts

Mahindra And Mahindra launch karne ja rahi hai sabse shasti electric car,

Mahindra  And Mahindra launch karne ja rahi hai sabse  shasti electric car

Mahindra  And Mahindra launch karne ja rahi hai sabse  shasti electric car,

Mahindra Atom EV: Mahindra And Mahindra के Electric Mahindra Electric ne Sambhavit roop se desh ki Sabse shashti Electric car ATM ki takniki jankari ab shajhan kar di hai Anuman hai ki bharat me jald hi Mahindra ATM  (Mahindra Atom) Quadricycle Launch karegi jo char Variants me Launch ki jane wali hai


Mahindra Atom EV: bharat me Electric vahanon ka  craze badta hi ja Raha hai Aur ab companiyon ke sath grahakon ne bhi in vahanon me dilchaspi lena shuru kar diya hai badi vahanon nirmataon ke sath bade Aur chote startup bhi ab electric vehicles market me lane lage hai mahindra electric ne Treo Auto, Treo  jor delevery van, Treo Tipper Variants aur  E-alpha mini tipper ke sath ATM  quadricycle pesh ki hai  Electric 3-Wheeler Segment me mahindra ka Market  Share 73.4 percent hai jiske chalte Company ish list me pahle payedan par bani hui hai 


4 Variants Me launch hogi EV

Mahindra ATM ko char Variants - K1, K2, K3 Aur K4 me launch Kiya jayega ishke pahle do  Variants 7.4 kWh-Variants 7.4 kWh battery pack ke sath Aayenge Vahin baki do ke sath damdar 11.1 kilowatt ka battery pack lagaya gaya hai ATM ke ke1 Aur  ke 3 besh  Variants hai jinke sath air conditioning system nahi mila hai Vahin ke 2 Aur ke 4 ke sath ye feature diya gaya hai Anuman hai ki Company bahot jald bhartiya market me ATM Quadricycle Launch Karne wali hai 


Mahindra ATM Quadricycle


Mahindra ATM Quadricycle

electric power wala Mahindra ATM clean energy ke sath Aramdayak Aur smart features se  lais hai ATM ke sath Mahindra ne market me  Electric Alpha Tipper bhi pesh kiya hai jo  e-alpha mini platform par Aadharit hai e-alpha mini tipper ko 1.5 KW Battery Pack diya gaya hai jo single charge me  ishe 80 kilometres tak renga deta hai ishki loading capacity 310 Kilogram hai. Filhal Mahindra ATM ko commercial vehicle ke rup me launch Kiya Gaya hai jise niji  Eshtemal ke liye launch Kiya jayega ya nahi ishki jankari ab tak nahi mil pai hai!


Market me Shirp 3 Lakh hogi ishki kimat 

MAhindra ATM na Shirp look aur feature me paisa recovered car hai balki ishki kimat bhi baot kam hone ka anuman lagaya ja raha hai abhi se ish baat ka anuman lagaya jana uchit nahi hoga, lekin  kyash ye hai ki ish car ki kimat  3 lack rupaye ke irdh gird hogi. Mahindra ATM ki Adhikat Maximum Speed 50 kilometres /ghanta hogi aur ise ful charge karne me 5 ghante ka samay lagega ATM  electric quadricycle ko single charge me 120 kilometres tak chalaya ja sakta hai.bata de ki  electric auto-rickshaw ke liye ye ek behtarin vikalp Bankar samne aaya hai



Post a Comment

0 Comments